- Singers: Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan and Sukhwinder Singh
- Lyrics: Amitabh Bhattacharya
- Music: Ajay-Atul
- Director: Vijay Krishna Acharya
- Music Label: YRF Music
Lyrics Manzoor-e-Khuda Song from The Thugs of Hindostan Movie
Baba lauta de mohe gudiya moriAngana ka jhoolna bhee
Imli ki daar wali muniya mori
Chandi ka painjna bhi
Ik hath mein chingariyan
Ik hath mein saz he
Hansne ki hai aadat humein
Har gham pe bhi naz he
Aaj apne tamashe pe mehfil ko
Kar-ke rahenge fida
Jab talak na karain jism se jaan
Hogi nahi ye juda
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjam hoga humara jo he
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaroon se roshan hua he
Noor-e-Khuda
Ho char din ki ghulami
Jism ki hai salami
Rooh to muddaton se azaad hai
Ho.. hum nahin hain yahaan ke
Rehne wale jahaan ke
Woh shehar aasman mein aabad hai
Ho khilte hi ujadna he
Milte hi bichhadna he
Apni to kahaani hai ye
Kagaz ke shikare mein
Dariya se guzarna hai
Aisi zindagani he ye
Zindagani ka humpe jo he karz
Kar ke rahenge adah
Jab talak na karein jism se jaan
Hogi nahi ye juda
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda
Anjaam hoga humara jo he
Manzoor-e-Khuda
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)
Toote sitaaron se roshan hua hai
Noor-e-Khuda
Baba lauta de mohe gudiya mori
Angana ka jhoolna bhi
Imli ki daar wali muniya mori
Chandi ka painjna bhi
Amitabh Bachchan Dialogue:
- Aazaadi hai gunaah
- Toh qubool hai sazaa
- Ab toh hoga wohi
- Jo hai Manzoor-e-Khuda